Tuesday, June 26, 2007

*AfSoS*

*****************AfSoS****************

jo zillat ISLAM per taari hai,isko dekh kar YARAB.
lamha_lamha DOZAKH_E_AZAAB se,Dar lagta hai.


Magribi Tehzeeb ki,aisi hawayein chalne lagi,
Bahuon ke,Nange sir ho janese,Dar lagta hai.


kahan hai woh makhlooq,jo Islam per chale,
ab shaitaan se pare,Insaanon se dar lagta hai.


khudara nahi tha yeh ehsaas,AB baar baar hua,
hamare jurm_gunah,garz phulon se bhi,Dar lagta hai.



Aaj mera dil us waqt ko hi yaad karta hai ............



wo Chilman,wo nasheman,wo bibiyo ki zuban,

unke burkhe main thi,unki sari shrmon_haya.


unka yeh hi aksar kehna.................


Maa mujhe dekh kar,naraz na ho jaye kahin,
gar yeh Aanchal nahi hota hai to,Dar lagta hai.


****************************************

HUM apne dushmanon ko,pakiza saza dete hai,
haath uthate nahi,nazronse gira dete hain...



()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)*
SoNY _ HASSAN

forever..and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
*.·

1 comment:

Amit K Sagar said...

{jo zillat ISLAM per taari hai,isko dekh kar YARAB.
lamha_lamha DOZAKH_E_AZAAB se,Dar lagta hai.}

Supar-Supar-Supar
Kyaa Likhaa Hai Aapne
----keep it up, u'll so far ...
with more mor mor more wishes
---
amit k. sagar