Saturday, June 23, 2007

*chhahte Hai*

10th December 2005, 05:24 PM

...............CHHAHTE HAIN..........


aansuon ki baarish main..
hum na jane kya dhona chahte hai.

Chahaton ke samundar main
na jane kya pana chahte hain....

tanhaiyon main pukarte hain unko..
na jane kya kehna chahte hain

yaadon ke guldaste saja kar.
na jane kya dena chahte hain..

bas usse mil kar jaan ko apni
apni zindagi dena chahte hain.......

**********************************************
()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

No comments: